Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Agar Sharab Na Hoti
|
Altaf Raja | Altaf Raja | ||||
Chalo Maikhane Chale (2009) | Qaiser-Ul-Jafri | ||||||
kabhi kaval kabhi taja gulab lagti hai
ye teri aankh baharo ka khwab lagti hai
piye rahu na rahu ladkhada ke chalta hu
kyukiteri gali ki hawa bhi sharab lagti hai
sharab la sharab la sharab la o sakiya
jaha me dard ke mare kidhar gaye hote
jaha me dard ke mare kidhar gaye hote
agar sharab na hoti to agar sharab na hoti to
jaha me dard ke mare kidhar gye hote
ye mana ji hai nashe me hi jindagi hamne
diya hai jisne bhi gam di hai use khushi hamne
kisi ke dil ko dukhaya kisi ke dil ko dukhaya
nahi kabhi hamne jo hota to ye kam kar gaye hote
sharab la sharab la sharab la o sakiya
hamre dil me ajab nur lata hai saki
jab apne hath se humko pilata hai saki
har ek jakhm pe marham har ek jakhm pe marham
lagata hai saki na hota saki to kaise ye ghar gaye hote
agar sharab na hoti to mar gaye hote
jaha me dard ke mare kidhar gaye hote
kidhar gaye hote kidhar gaye hote
kidhar gaye hote