Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Agar Hum Kahen Aur Wo Muskura Dein
|
Jagjit Singh, Chitra Singh | Jagjit Singh | ||||
Passions (1987) | Sudarshan Faakir | Ghazals | |||||
agar hum kahen aur wo muskura dein
agar hum kahen aur wo muskura dein
hum unke liye zindagaani mita dein
har ek mod par hum gumo ko saza dein
har ek mod par hum gumo ko saza dein
chalo zindagi ko mohabbat bana dein
har ek mod par hum gumo ko saza dein
agar khud ko bhule to kuch bhi na bhule
agar khud ko bhule to kuch bhi na bhule
ki chahat me unki khuda ko bhula dein
agar hum kahen aur wo muskura dein
kabhi gum ki andhi jinhe chu na paye
kabhi gum ki andhi jinhe chu na paye
wafao ko hum nashe man bana dein
har ek mod par hum gumo ko saza dein
kayamat ke diwane kehete hai humse
kayamat ke diwane kehete hai humse
chalo unke chehre se parda hata dein
agar hum kahen aur wo muskura dein
saza dein sila dein bana dein mita dein
saza dein sila dein bana dein mita dein
magar wo koi fesla to suna dein
har ek mod par hum gumo ko saza dein
chalo zindagi ko mohabbat bana dein
agar hum kahen aur wo muskura dein
hum unke liye zindgaani luta dein
chalo zindagi ko mohabbat bana dein
agar hum kahen aur wo muskura dein
chalo zindagi ko mohabbat bana dein