Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Agar Dil Dil Se Takraye Toh Afsana Bana Dale
|
Manna Dey, Mohammed Rafi, Geeta Dutt | Khayyam | Dharmendra | |||
Shola Aur Shabnam (1961) | Masti Bhare Geet | ||||||
agar dil dil se takraye agar dil dil se takraye
to afsana bana dale kabhi khudse kabhi khudse
kabhi duniya se begana bana dale
ye jalim jisko chahe use diwana bana dale
mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai
aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai
mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai
ab unse kya kahe ab unse kya kahe
wo kab hamara gum samjhate hai
jo hum par ishq me gujri hai
usko hum samjhte hai
kisi ke dil ki bat bekahe hum jan lete hai
wo humse kya chupenge
hum najr pahchan lete hai mohabbat aisi hoti hai
mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai
aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai
mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai
sahi hai hamne dil par sakhtiya jamane ki
hame har chot par aadat rahi hai muskurane ki
hasino ko maja aata hai kuch thukarane me
kabhi najre milane me kabhi najre badlane me
mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai
mohabbat aisi hoti hai
ye mana chah ka muskil se hum ikrar karte hai
magar fir jan bhi jaye usi se pyar karte hai
mohabbat karne walo par hasi
mohabbat karne walo par hasi humko to aati hai
yahi sunte hai isme dil se pahle jan jati hai
mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai
mohabbat aisi hoti hai aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai
mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai
mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai