Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aesi Madira Hai
|
Anuradha Paudwal | Hemraaj | ||||
Anokha Insaan (1986) | P H Harfan | ||||||
o aisi madira hai meri jawani me
o aisi madira hai meri jawani me
aag lagne lagi kore pani me
kore pani me
o aisi madira hai meri jawani me
o aisi madira hai meri jawani me
tum sharabi sharab me chur huye
tum sharabi sharab me chur huye
apne hosho hawash se dur huye
aise kitne hi pyale
aise kitne hi pyale tum tod chuke
pyas phir bhi rahi zindgani me
zindgani me
o aisi madira hai meri jawani me
o aisi madira hai meri jawani me
main marna bhi chahu to marne na de
main marna bhi chahu to marne na de
main jeena bhi chahu to jeene na de
lo dushman bani
lo dushman bani hai jawani meri
baat itni hai meri kahani me
meri kahani me
o aisi madira hai meri jawani me
o aisi madira hai meri jawani me
aakhiri waqt hai baat hai aakhiri
aakhiri waqt hai baat hai aakhiri
aapse se ye mulakat hai aakhiri
ab lutne ko hai o
ab lutne ko hai zindagi ki khushi
kitne dhokhe hai is meharbani me
meharbani me
o aisi madira hai meri jawani me
o aisi madira hai meri jawani me
aag lagne lagi kore pani me
kore pani me
o aisi madira hai meri jawani me
o aisi madira hai meri jawani me