Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ae Yaar Sun Yaari Teri Mujhe Zindagi Se
|
Shailendra Singh, Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal | Shashi Kapoor, Amitabh Bachchan | |||
Suhaag (1979) | Anand Bakshi | Friendship Songs, Masti Bhare Geet | |||||
ai yaar sun yari teri mujhe zindagi se bhi pyari hai
ai yaar sun yari teri mujhe zindagi se bhi pyari hai
javab ik nahi hamara kahi badi khub jodi hamari hai
ai yaar sun yari teri mujhe zindagi se bhi pyari hai
kya dekhta hu mai kab dekhta hu
kya dekhta hu mai kab dekhta hu
teri nazar se mai sab dekhta hu
teri qasam ye hath hai mere magar
in hatho me taqat tumhari hai
ai yaar sun yari teri mujhe zindagi se bhi pyari hai
dil me lagayi hai tasvir teri
dil me lagayi hai tasvir teri
tera nasiba hai taqdir meri
tum dono ne jo kuch kaha maine suna
magar ab suno meri bari hai
ai yaar sun yari teri mujhe zindagi se bhi pyari hai
humse jo uljhe vo hoga divana
humse jo uljhe vo hoga divana
aavaz tu de mai bandhu nishana
udte huye panchhi ke par hum kat le
ki mai jaal hu tu shikari hai
ai yaar sun yari teri mujhe zindagi se bhi pyari hai
hum hai javani ke din-rat jaise
hum hai javani ke din-rat jaise
lagta hai bachpan se hai sath jaise
dil yaar ka jaa yaar ki apna hai kya
ye vardi bhi to sarkari hai
ai yaar sun yari teri mujhe zindagi se bhi pyari hai
javab ik nahi hamara kahi badi khub jodi hamari hai
ai yaar sun yari teri mujhe zindagi se bhi pyari hai