Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ae Sanam Ye Bata
|
Hemlata, Suresh Wadkar | Usha Khanna | ||||
Rajoo Dada (1992) | Romantic Songs | ||||||
ae sanam ye bata ae sanam ye bata mousam hai kyu bekarar
tune kano me jarur kah di aisi vaisi baat
tune kano me jarur kah di aisi vaisi baat
mere hamdam ye bata bahki hai kyu ghata
tune aankho aankho me kah di aisi vaisi baat
tune aankho aankho me kah di aisi vaisi baat
ae sanam ye bata mere hamdam sun jara
dhadkta hai kyu dil ye kya ho gya hai
jamana suhana sa kyu lag raha hai
mai anjani hu pyar se tu bata de
mai anjani hu pyar se tu bata de
tune aankho aankho me kah di aisi vaisi baat
tune aankho aankho me kah di aisi vaisi baat
ae sanam ye bata mere hamdam sun jara
hayaa tere chehre ki batla rahi hai
tujhe pyar mujhse hai samjha rahi hai
hawaye mujhe aake kahti hai gumsum
hawaye mujhe aake kahti hai gumsum
tune kano me jarur kah di aisi vaisi baat
tune kano me jarur kah di aisi vaisi baat
ae sanam ye bata mere hamdam sun jara
tujhe hai khabar kya na mujhko pata hai
jo tune kaha hai kya maine suna hai
jara mujhko dhire se ab tu bata de
jara mujhko dhire se ab tu bata de
tune aankho aankho me kah di pyari bhari baat
tune kano me jarur kah di pyari bhari baat
tune aankho aankho me kah di pyari bhari baat
tune kano me jarur kah di pyari bhari baat