Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ae Phooljhadi Ae Guljhadi, Jo Tune Ki Ulti Pado
|
Mohammed Rafi | Sonik Omi | Jeetendra, Hema Malini | |||
Bhai Ho To Aisa (1972) | Sahir Ludhianvi | Masti Bhare Geet | |||||
aye phuljhadi aye gulchadi jo tune ki ulti padi
mera kamal dekha jal dekha haye
tera surtal kya hai meri ja hal kya hai
mera kamal dekha jal dekha haye
tera surtal kya hai meri ja hal kya hai
aye phuljhadi aye gulchadi jo tune ki ulti padi
mera kamal dekha jal dekha haye
tera surtal kya hai meri ja hal kya hai
mera kamal dekha jal dekha haye
tera surtal kya hai meri ja hal kya hai aye phuljhadi
hafi hui hai sanse nakhro ki har dekhi
kapi hui hai kaya girti diwar dekhi
hafi hui hai sanse nakhro ki har dekhi
kapi hui hai kaya girti diwar dekhi
muh ko to khol jara bol chara
bahakti chal kya hai meri ja hal kya hai
mera kamal dekha jal dekha haye
tera surtal kya hai meri ja hal kya hai aye phuljhadi
ladki wohi hai achi jo ladkiyo me khele
mardo ke bich tune kahe ko dand pele
ladki wohi hai achi jo ladkiyo me khele
mardo ke bich tune kahe ko dand pele
hoye ab to ye man gayi jan gayi
ye bake lal kya hai meri ja hal kya hai
mera kamal dekha jal dekha haye
tera surtal kya hai meri ja hal kya hai
aye phuljhadi aye gulchadi jo tune ki ulti padi
mera kamal dekha jal dekha haye
tera surtal kya hai meri ja hal kya hai