Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ae Momino Niaaz Dilao Imam Ki
|
Mohammed Rafi | Shamji Ghanshyamji | ||||
Niaz Aur Namaz (1977) | Anjum Jaipuri | ||||||
baissum razzam ki ghadi rahmato ki hai
kundo ki ye miyaz badi barkato ki hai
aye momino niyaz dilao imam ki
aye momino niyaz dilao imam ki
paa kar ke lal sahibe aali makam ki
paa kar ke lal sahibe aali makam ki
aye momino niyaz dilao imam ki
has nain ke wo ladle has nain ke wo ladle
jafar hai unka nam jafar hai unka nam
sadik lakab hai aate hai dunia me sabke kam
aate hai sabke kam jehra ke or ali ke
dulare wahi to hai pyare nabi ke aankh ke
tare wahi to hai tare wahi to hai
unse hi aabru hai unse hi aabru hai
khuda ke kalam ki
paa kar ke lal sahibe aali makam ki
paa kar ke lal sahibe aali makam ki
aye momino niyaz dilao imam ki
milti hai is niyaz se milti hai is niyaz se
har ek ko rahte har ek ko rahte
hoti hai dur fazle khuda se musibate
gum or musibate ye niyaz dil se adab se dilayega
ho jayega nihal murade wo payega
murade wo payega tadbir isse banti hai
tadbir isse banti hai tadbir isse banti hai
har bigde kam ki
paa kar ke lal sahibe aali makam ki
paa kar ke lal sahibe aali makam ki
aye momino niyaz dilao imam ki
jab ye niyaz ghar me jab ye niyaz ghar me
dilaye koi bashar dilaye koi bashar
do pak saf kunde wo laye kharid kar
wo laye kharid kar bharde wo khir ek me
or ek me puriya fir panja tan ke lal ka
dil se kare baya dil se kare baya
barkat hai unke nam me
barkat hai unke nam me maula ke nam ki
pakar ke lal sahibe aali makam ki
pakar ke lal sahibe aali makam ki
aye momino niyaz dilao imam ki
wada kiya hai hazrate wada kiya hai hazrate
jafar ne momino jafar ne momino
kundo ki niyaz dilata rahega jo
dilata rahega jo puri na ho sake agar uski murad to
daman ho mera hashar me or uska hath ho
or uska hath ho allah laj rakhega
allah laj rakhega mere makam ki
pakar ke lal sahibe aali makam ki
pakar ke lal sahibe aali makam ki
aye momino niyaz dilao imam ki