Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ae Mohabbat Unse Milne Ka Bahana Ban Gaya
|
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Shyam Sundar | Nigar Sultana, Shyam | |||
Bazaar (1949) | Qamar Jalalabadi | Romantic Songs | |||||
ae mohabbat unse milne
ae mohabbat unse milne ka bahana ban gaya
tumne dekha humne dekha
tumne dekha humne dekha kaise fasana ban gaya
ae mohabbat unse milne
ae mohabbat unse milne ka bahana ban gaya
tumne dekha humne dekha
tumne dekha humne dekha kaise fasana ban gaya
aapki mithi najar ki teer feke teer hai
aapki mithi najar ki teer feke teer hai
teer chale bhi na paye, teer chale bhi na paye
dil nishana ban gaya
ae mohabbat unse milne ka bahana ban gaya
jinme dali thi najar me kar liya kuchh khatma
jinme dali thi najar me kar liya kuchh khatma
aaj chheda bhi nahi
aaj chheda bhi nahi aur kuchh tarana ban gaya
ae mohabbat unse milne ka bahana ban gaya
najre milne ji na payi tum najar me aa base
najre milne ji na payi tum najar me aa base
dil se dhundhe bhi nahi
dil se dhundhe bhi nahi aur aashiyana ban gaya
ae mohabbat unse milne ka bahana ban gaya