Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ae Mere Humnawa Tu Nahi Janta
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Chitragupt | ||||
Aladdin And The Wonderful Lamp (1978) | Naqsh Lyallpuri | ||||||
aye mere humnawa tu nahi janta
ye meri aarzu ye mera khwab tha
aye mere humnawa tu nahi janta
ye meri aarzu ye mera khwab tha
tere kadmo se lipti rahe zindagi
teri baho ke ghere me aaye maza
aye mere humnawa
aa gayi shame gum ho gayi aankhe nam
meri tanhaiyo ne ye ro ke kaha
is jaha ko bhala aur aata hai kya
dil mohabbat bhare todne ke siwa
aye mere humnawa
fasle gul me mile or bichde hai hum
fasle gul me mile or bichde hai hum
dil me palta rahega baharo ka gum
baharo ka gum
waqt ka ye sitam kaise bhulenge hum
zindagi ho gayi zindagi se juda
aye mere humnawa
koi zanjir ho koi diwar ho
koi zanjir ho koi diwar ho
gum nahi aur bhi rah dushwar ho
rah dushwar ho
fasle manzilo me badal jayenge
is har intiha se gujar jayega
aye mere humnawa tu nahi janta
ye meri aarzu ye mera khwab tha
is jaha ko bhala aur aata hai kya
dil mohabbat bhare todne ke siwa
aye mere humnawa