Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ae Mere Dosto Agar Mahobbat Karo
|
Mohammed Aziz | Anu Malik | Mithun Chakraborty | |||
Jaal (1986) | Anand Bakshi | Romantic Songs | |||||
gulphira hai zamana wo pehla nahi
kitne majnu maagar ek laila nahi
ek laila nahi aji isiliye to araz kiya hai
ae mere dosto agar mohabbat karo
ae mere dosto agar mohabbat karo
baad me do ye dil pehle kar lo yakin
wo sitamagar wo sitamagar kahi bewafa to nahi
wo sitamagar kahi bewafa to nahi
ae mere dosto agar mohabbat karo
ae mere dosto agar mohabbat karo
baad me do ye dil pehle kar lo yakin
wo sitamagar kahi bewafa to nahi
wo sitamagar kahi bewafa to nahi
aaj tak jitne ashiq purane huye
ya sharabi huye ya diwane huye
ya sharabi huye ya diwane huye
aaj tak jitne ashiq purane huye
ya sharabi huye ya diwane huye
ya sharabi huye ya diwane huye
isiliye sahibo mashohra ae suno
isiliye sahibo mashohra ae suno
baad me do ye dil pehle kar lo yakin
wo sitamagar kahi bewafa to nahi
wo sitamagar kahi bewafa to nahi
ye wafa kyu kare inki aadat nahi
inme sab kuch hai lekin sharafat nahi
inme sab kuch hai lekin sharafat nahi
ye wafa kyu kare inki aadat nahi
inme sab kuch hai lekin sharafat nahi
inme sab kuch hai lekin sharafat nahi
tum inhe jaan lo jaan pehchan lo
tum inhe jaan lo jaan pehchan lo
baad me do ye dil pehle kar lo yaki
wo sitamagar wo sitamagar kahi bewafa to nahi
wo sitamagar kahi bewafa to nahi
ae mere dosto agar mohabbat karo
baad me do ye dil pehle kar lo yaki
wo sitamagar kahi bewafa to nahi
wo sitamagar kahi bewafa to nahi