Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ae Maalik Tere Bande Ham (Version 1)
|
Lata Mangeshkar | Vasant Desai | Sandhya, V Shantaram | |||
Do Ankhen Barah Haath (1957) | Bharat Vyas | All Time Great, Prayer | |||||
ae maalik tere bande ham aise ho hamare karam
neki par chale aur badi se tale taki haste hue nikle dam
ae maalik tere bande ham
bada kamzor hai aadmi abhi lakho hai isme kami
par tu jo khada hai dayalu bada teri kripa se dharti thami
diya tune hame jab janam tu hi jhelegaa ham sabke gam
neki par chale aur badi se tale taki haste hue nikle dam
ae maalik tere bande ham
jab zulmo ka ho samna
jab zulmo ka ho samna tab tu hi hame thamna
vo burayi kare ham bhalayi kare nahi badle ki ho bhawna
badh uthe pyar ka har kadam aur mite bair ka ye bharam
neki par chale aur badi se tale taki haste hue nikle dam
ae maalik tere bande ham