Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ae Khalike Akbar
|
Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi | Suresh Talwar | ||||
Sair-e-paristan (1958) | Qamar Sarhadi | ||||||
kasti ye ruh ko
tufa se bachane wale
kaid se hajrat
yun sabko chhudane wale
hum ko le jate hai
sab zinda jalane ke liye
sharam bando ki rahe
aag bujhane wale
dil nur se tere hai
muslma ka munbar
ye khalip akbar
aage na kisi gair ke
muslim ka jhuka sar
ye khalip akbar
bando pe tere aayi musibaat ki ghadi hai
sar maut khadi hai
jal jaye ye aafat teri rehmat to badi hai
ye khalip akbar
laaye na tera naam bhi hum apni jaba par
kehte hai sitamgar
tu chhahe to dhambhar me badal jaye mukaddar
ye khalip akbar
dil nur se tere hai
muslma ka munbar
ye khalip akbar
guljaar ebrahim ko kehte hai fasana
munkil hai jamana
ek baar fir is aag ko guljaar banana
ye khalip akbar
dil nur se tere hai
muslma ka munbar
ye khalip akbar