Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ae Ishq Yeh Sab Duniyawale
|
Lata Mangeshkar | Naushad | Sheila Dalaya, Ajit, Dilip Kumar | |||
Mughal E Azam (1960) | Shakeel Badayuni | Sad Songs | |||||
ae ishk ye sab dunia wale
ae ishk ye sab dunia wale
bekar ki bate karte hai
bekar ki bate karte hai
payal ke gamo ka ilam nahi
payal ke gamo ka ilam nahi
jhankar ki bate karte hai
jhankar ki bate karte hai
ae ishk ye sab dunia wale
har dil me chupa hai teer koi
har paw me hai janjir koi
puche koi unse gum ke maje
puche koi unse gum ke maje
jo pyar ki bate karte hai
jo pyar ki bate karte hai
ae ishk ye sab dunia wale
ulfat ke naye diwano ko
kis tarah se koi samjhaye
kis tarah se koi samjhaye
najro pe lagi hai pabandi
najro pe lagi hai pabandi
didar ki bate karte hai
didar ki bate karte hai
ae ishk ye sab dunia wale
bhawre hai agar madhosh to kya
parwane bhi hai khamosh to kya
sab pyar ke nagme gate hai
sab pyar ke nagme gate hai
sab yar ki bate karte hai
sab yar ki bate karte hai
ae ishk ye sab dunia wale
bekar ki bate karte hai
ae ishk ye sab dunia wale