Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ae Ishq Ise Barbad Naa Kar
|
Mohammed Rafi, G. M. Durrani | Shaukat Dehlvi Nashad | Suresh, Shammi, Johnny Walker | |||
Zara Bachke (1959) | Raja Mehdi Ali Khan | Ched Chad Songs | |||||
aye ishq ise barbad na kar aye ishq ise barbad na kar
is murkh ko farhad na kar aye ishq ise barbad na kar
kase ko tod na dena kase ko tod na dena
tujhe majnu ki kasam use shiri se mohabat
mujhe laila ka hai gam kya kase ko tod na dena
tujhe majnu ki kasam use shiri se mohabat
mujhe laila ka hai gam haye haye
aye meri janejigar aye meri janejigar
dekh to le ek nazar buri halat hai idhar
buri halat hai idhar buri halat hai idhar
jalne laga mera jigar mujhe itna to bata
dur se tu batla mai hu diwana tera
bat aage na bada man mera kaha
mujhko suli na chada haye man le mera kaha
mujhko suli na chada aankhe madmast meri
jaan le lungi teri muft me jaan na le
muft me jaan na le muft me jaan na le
apni nigaho ki kasam ye masla ek haridya ka hai
haye is murkh ko farhad na kar
aye ishq ise barbad na kar
is murkh ko farhad na kar aye ishq ise barbad na kar
uske ghar jaoge pachhtaoge beta
waha pathar bhi padenge bhaiya jute bhi padenge
ullu ki tarha rat ko fariyad karoge
ullu ki tarha rat ko fariyad karoge
bemot maroge bhaiya agar ishq karoge
sun mere bhai suna sun mere bhai
nahi hai ye parichay achhe
ishq wo khel nahi hai jise khele bache
bhaiya romiyo ki kasam sari duniya ki kasam
bhaiya romiyo ki kasam sari duniya ki kasam
majnu uncle ki kasam aunti laila ki kasam
majnu uncle ki kasam aunti laila ki kasam
tujhe shukla ki kasam tujhe bhola ki kasam
aye apne bap ka beta hai haye
aye ishq ise barbad na kar
is murakh ko farhad na kar aye ishq ise barbad na kar