Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ae Dil Tu Na Darr Iss Jahaan Se
|
Mohammed Rafi | O P Nayyar | ||||
Johny Walker (1957) | Hasrat Jaipuri | Romantic Songs | |||||
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
ye dam jawani daulat re aayenge fir kaha
ye dam jawani daulat re aayenge fir kaha
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
kahne lagi jhum kar rat bhi
parwah na kar tu kisi bat ki
kahne lagi jhum kar rat bhi
parwah na kar tu kisi bat ki
ab chahe tujhse badle re
jami aur aasma
ab chahe tujhse badle re
jami aur aasma
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
shola bujha aag ka aag se
lele maja mad bhare rag se
shola bujha aag ka aag se
lele maja mad bhare rag se
kya jane kal kya hogi in baharo ki ada
kya jane kal kya hogi in baharo ki ada
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
bahke kadam kah rahe hai tujhe
badhte rahe zindagi ke nashe
bahke kadam kah rahe hai tujhe
badhte rahe zindagi ke nashe
are kahne de jamana tujhko kahde jo bura
are kahne de jamana tujhko kahde jo bura
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
ye dam jawani daulat re aayenge fir kaha
ye dam jawani daulat re aayenge fir kaha
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se