Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ae Chand Bata Mujhko Kya Isi Ka Naam Hai Pyar
|
Zeenat Begum, G. M. Durrani | Husnlal Bhagatram | ||||
Chand (1944) | Qamar Jalalabadi | Romantic Songs | |||||
aye chand bata mujhko aye chand bata mujhko
kya isi ka naam hai pyar kya isi ka naam hai pyar
kis pardeshi ne chhedi hai
kis pardeshi ne chhedi hai mere man ki taar
aye chand bata mujhko
aye chand bata mujhko kya isi ka naam hai pyar
dil me mitha dard utha
dil me mitha dard utha jab aankhe hui thi char
dil me mitha dard utha jab aankhe hui thi char
aasha kahti hai chal pagli
aasha kahti hai chal pagli dur dur is par
kya isi ka naam hai pyar aye chand bata mujhko
aye chand bata mujhko kya isi ka naam hai pyar
chand ko dekhe rajkumari
chand ko dekhe rajkumari
chand ko dekhe chand chand ko dekhe chand
dekha usne chand jo mera
dekha usne chand jo mera chand ho gaya maar
wo gaya bechara har wo gaya bechara haar
aye chand bata mujhko
aye chand bata mujhko kya isi ka naam hai pyar
dil suna tha sukh thi aankhe
dil suna tha chup thi aankhe jina tha bekar
dil suna tha chup thi aankhe jina tha bekar
naya jiwan dekar tumne
naya jiwan dekar tumne badal diya sansar
kya isi ka naam hai pyar aye chand bata humko
aye chand bata humko kya isi ka naam hai pyar