Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ae Bas Tarsana Chhodo, Yuhi Sarmana Chhodo
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Chitragupt | Navin Nischol, Anupama | |||
Sansar (1971) | Sahir Ludhianvi | Masti Bhare Geet | |||||
aye bas ab tarsana chhodo yuhi sharmana chhodo
bas ab tarsana chhodo yuhi sharmana chhodo
jo dil mein pyar ka tufan hai hum jan gaye hai
jo dil mein pyar ka tufan hai hum jan gaye hai
hame bahkana chhodo ji piche aana chodo
hame bahkana chhodo ji piche aana chodo
tumhe jis chiz ka arman hai hum jan gaye hai
tumhe jis chiz ka arman hai hum jan gaye hai
itna nikhar ke koi aaye to hai aaye kisi ke lubhane ko
itna nikhar ke koi aaye to hai aaye kisi ke lubhane ko
tanha kisi ko koi paye na machale gale se lagane ko
kitna chhupaye teri jhukti nigahe ko
ye kiske katal ka saman hai ham jan gaye hai
ye kiske katal ka saman hai ham jan gaye hai
hame bahkana chhodo ji piche aana chodo
tumhe jis chiz ka arman hai hum jan gaye hai
chedo na hamko hato jao tumhe aisa na tha hamne jana
chedo na hamko hato jao tumhe aisa na tha hamne jana
ki chhodo bahane aji aao bhala apno se kaisa sharmana
aa pakdo na aachal mera jakdo na bahe
ki jitni aapse pahchal hai hum jan gaye hai
ki jitni aapse pahchal hai hum jan gaye hai
ki bas ab tarsana chhodo
karni hai tumse kayi bato wo jo kano mein kahne wali hai
karni hai tumse kayi bato wo jo kano mein kahne wali hai
aa janu mai janu sabhi jate jo hai chahe jo dekhi bhali hai
ki julfo ke niche de do dil ko panahe
ye muskil kis kadar asan hai hum jan gaye hai
ye muskil kis kadar asan hai hum jan gaye hai
aa hame bahkana chhodo