Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Adao Se Hamari Na Bach Paoge
|
Sulakshana Pandit, Anwar, Dilip Sharma | Bappi Lahiri | ||||
Dulha Bikta Hai (1982) | Gauhar Kanpuri | Qawwalis | |||||
bhawar me chhod ke baitho na tum kinaro pe
ke hum jo dube sanam tumko leke dubenge
jawani hamne gujari hai tej dharo pe
ke humko tarna aata hai kaise dubenge
adao se hamari na bach paoge kaha tak dilo ja bachaoge
adao se hamari na bach paoge kaha tak dilo ja bachaoge
adao se hamari na bach paoge kaha tak dilo ja bachaoge
jawano se meri ja jo takraoge to kadmo pe sar ko jhukaoge
jawano se meri ja jo takraoge to kadmo pe sar ko jhukaoge
jawano se meri ja jo takraoge to kadmo pe sar ko jhukaoge
oye allah allah allah allah haye allah
wallah wallah wallah wallah ha wallah
allah allah haaye allah allaah alllah
mere samne baitho ye soch kar ke wapas na ja paoge apne ghar
mere samne baitho ye soch kar ke wapas na ja paoge apne ghar
hotho pe mera ek teer e najar yahi soch ke hum bhi aaye idhar
ke dekho hasino ka teer e najar yahi soch ke hum bhi aaye idhar
ke dekho hasino ka teer e najar jafao ka jadu ada sokhiya
dikhao hame bhi to koi hunar adao se hamari na bach paoge
kaha tak dilo ja bachaoge adao se hamari na bach paoge
kaha tak dilo ja bachaoge oye allah allah allah allah haye allah
oye allah allah allah allah haye allah
wallah wallah ha wallah wallah wallah
allah allah haye allah allah allah
humko tufa uthana aata hai dil pe bijli girana aata hai
sirf kahne ko hum to sabnam hai warna hum nahi sholo se kam hai
mere jalwo se jal nahi jana mom bankar pighal nahi jana
kyu mukabil hamare aate ho jane jan kyu gawate ho bolo
ham bhi tufano ke ye pale hai apne andaz bhi nirale hai
kyu dihkate ho in adao ko bandh sakte nahi hawao ko
pahle dil ko jo azmaoge ungli danto me tum dabaoge
dil e nadan inhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai
jawano yu na itrao jawani pe taras khao
hasino hosh me aao hame tewar na dikhlao
ye julfe nag hai kale padenge jan ke lale
chalao barchi ya bhale nahi darte hai dilawale
jab se mard hai tauba kaha ki gard hai tauba
hasi dil sard hai tauba bade bedard hai tauba
jawano ko jo ungli do to ye pocha pakadte hai
hasino ko jo sahara do to jalim sar pe chadte hai
na achi doshti inki na achi dusmani inki
na achi hai sokhi ada na achi kamsini inki
inhe apna banake hum kabhi na chain se soye
inhe dil me basake hum bhari barsat me roye