Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Adao Naaz Ko Zaalim
|
Sudha Malhotra, Shamshad Begum | S D Batish | ||||
Tipu Sultan (1959) | Qamar Jalalabadi | Mujra Songs | |||||
adao naaz ko zalim teri shemsheer kahate hai
kaleje me jo chubh jaye usi ko teer kahate hai
dahi zamalu tauba tauba ye jawaniya
dahi zamalu tauba tauba ye jawaniya
dahi zamalu wah ji wah zama lu
dahi zamalu wah ji wah zama lu
are jara karke mehrbaniya
dahi zamalu tauba tauba ye jawaniya
aaye kitne bazar me lute
aaye kitne bazar me lute
sari bazi sanam tere khote oye khote
are jara karke mehrbaniya
dahi zamalu tauba tauba ye jawaniya
dahi zamalu wah ji wah zama lu
dahi zamalu tauba tauba ye jawaniya
apne dil me chhupa ke jo mile ishq pura
hum to mehfil mei naye dil laga baithe
teri aankho se aankhe mila ke sanam
hum to jaan pe jaan shikar baithe
apni aankho me teri tasveer dekhi
hum to pani mien aag laga baithe
humne ghar chhoda duniya ka dar chhoda
teri zulfo ke saaye me aa baithe
aaye kitne bazar me akele
aaye kitne bazar me akele
hu jao jao ji majnu hatele
yu akele hume chhede kanhiya
dahi zamalu tauba tauba ye jawaniya
dahi zamalu tauba tauba ye jawaniya
dahi zamalu wah ji wah zama lu
dahi zamalu wah ji wah zama lu
tauba tauba ye jawaniya
bago me thi koi koyal jo karti thi ishare
tera mithi kamini jo ran me thi talvaar
mai to malghar ki chhori hu bikaner se aai
mai to malghar ki chhori hu bikaner se aai
are raste me jab chalat firat to kadamo me juta
rat me jab sardi laagi tab garam shol me chhupa
main to malghar ki chori hu bikaner se aai
aaye kitne bazar me surma
aaye kitne bazar me surma
ho badi thi to aankho me surma
oh surma le li tune baliya
dahi zamalu tauba tauba ye jawaniya
dahi zamalu wha ji wha zama lu
dahi zamalu wha ji wha zama lu
tauba tauba ye jawaniya