Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Abhi Zarra Si Der Me Ye Raat Gungunayegi
|
Asha Bhosle | Ravindra Jain | Vinod Khanna | |||
Maha Badmash (1977) | Naqsh Lyallpuri | ||||||
abhi zara si der me ye raat gungunayegi
ye dhadkano ki lay koi hasin dhun sunayegi
na tujhko nind aayegi na mujhko nind aayegi
mere karib aake pee ye fasla mita ke pee

jo tu kahe to jhumti mahakti julf khol du sanam
teri mahakti sharab me labo ka rang ghol du

teri najar najar pe mai inka phul tol du
mere karib aake pee ye fasla mita ke pee
mere karib aake pee ye fasla mita ke pee
ye raat ek umar hai hai umar pyar ke liye
yu ajnabi se banke hum agar jiye to kya jiye

tu un gamo ko bhul ja jo gum hai waqt ne diye