Lyrics of Ab Tumhare Hawale, Vatan Sathiyo - अब तुम्हारे हवाले, वतन साथियों
farz apna ham nibhane chale, karz apni zamin ka chukane chale
vande matram vande matram, vande matram maa
vande matram vande matram, vande matram maa
vande matram vande matram, vande matram maa
vande matram vande matram, vande matram maa
vande matram vande matram, vande matram maa
hum fauji is desh ki, dhadkan hai
har dil ka hum pyar, maa ki tadpan hai
hum fauji is desh ki, dhadkan hai
har dil ka hum pyar, maa ki tadpan hai
pura karne chale, har vachan sathiyo
ab tumhare hawale, vatan sathiyo
sathiyo, sathiyo, sathiyo, sathiyo
ab tumhare hawale, vatan sathiyo
hum fauji is desh ki, dhadkan hai
har dil ka hum pyar, maa ki tadpan hai
vande matram vande matram, vande matram maa
vande matram vande matram, vande matram maa
tutne naa do bharat ka, vishwas tum
jeet ka le ke, dil me badho pyas tum
apne khun se likho, apna itihas tum
apne khun se likho, apna itihas tum
apne bharat ko apna, naman sathiyo, naman sathiyo
sathiyo, sathiyo, sathiyo, sathiyo
ab tumhare hawale, vatan sathiyo
hum fauji is desh ki dhadkan hai
har dil ka hum pyar maa ki tadpan hai
galiyo chaubaro me pyar, hamne kiya
dil ke arman kaa izhar, hamne kiya
uska chehra hamesha, nigaho me hai
dur rah ke bhi wo meri, banho me hai
bida kiya tha usne mere, sar pe laga ke tika
bida kiya tha usne mere, sar pe laga ke tika
rang naa padne diya kabhi, maine to uska fika
kab banegi judaai, milan sathiyo
kab banegi judaai, milan sathiyo
kab banegi judaai, milan sathiyo, milan sathiyo