Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ab Ranj Se Khushi Se Bahar O Khiza Se Kya
|
Hemlata | Ravindra Jain | Prem Krishen, Rameshwari | |||
Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977) | Ravindra Jain | Classical Songs, Happy Songs | |||||
ab ranj se khushi se bahar o khiza se kya
ab ranj se khushi se bahar o khiza se kya
mahav e khayal yaar hain hamko jahan se kya
mahav e khayal yaar hain
unka khyal unki talab unki aarju
unka khyal unki talab unki aarju
jis dil me woh ho mange kisi meharban se kya
mahav e khyal yaar hain
hamne chirag rakh diya tufan ke samne
hamne chirag rakh diya tufan ke samne
pichhe hatega ishk kisi imtehan se kya
mahav e khyal yaar hain
koyi chale chale na chale ham to chal pade
koyi chale chale na chale ham to chal pade
manjil ki jisko dhun ho use karvan se kya
manjil ki jisko dhun ho
ye bat sochne ki hai wo hoke meharban
yeh baat sochne ki hain wo hoke meharban
puchhenge hal e dil to kahenge juba se kya
mahav e khyal yaar hain