Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ab Mujhe Chaand Sitaaro Ki Zarurat Na Rahi
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Ravi | ||||
Jogi (1982) | Shakeel Badayuni | Sad Songs | |||||
tumhare husn se jagmag hai jindagi apni
kaho ye chand se le jaye roshni apni
ab mujhe chand sitaro ki jarurat na rahi

mil gaye tum to baharo ki jarurat na rahi

ab mujhe chand
mujhko thi jiski tamnna wahi dildar mila

muskurati hui aankho se mujhe pyar mila
dil ko dariya ke saharo ki jarurat na rahi
ab mujhe chand sitaro ki jarurat na rahi
mil gaye tum to baharo ki jarurat na rahi
ab mujhe chand sitaro ki jarurat na rahi
ab mujhe chand
kam nahi dil ki tasalli ko tumhare jalwe

ek surat me simat aaye hai sare jalwe
ab nigaho ko najaro ki jarurat na rahi
ab mujhe chand sitaro ki jarurat na rahi
mil gaye tum to baharo ki jarurat na rahi
ab mujhe chand sitaro ki jarurat na rahi
ab mujhe chand
zindagi pyar ke tufan se takrayi hai
zindagi pyar ke tufan se takrayi hai
dil ki har mauj khushi banke ubhar aayi hai
meri kashti ko kinaro ki jarurat na rahi