Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ab Ke Bahar Aayi Hai Tumhare Naam Se
|
Mohammed Rafi | Chitragupt | Jeetendra, Babita | |||
Aulaad (1968) | Majrooh Sultanpuri | Masti Bhare Geet | |||||
ab ke bahar aayi hai tumhare naam se
ab ke bahar aayi hai tumhare naam se
masti fiz me hai inhi labo ke jaam se
ab ke bahar aayi hai tumhare naam se
chalti ho jidhar se bhikara ke range badan
chalti ho jidhar se bhikara ke range badan
tumse milane ko uthihai shokhe chaman
uthte hai hath jaise paheli kalam se
ab ke bahar aayi hai tumhare naam se
ab ke bahar aayi hai tumhare naam se
dekha jo tumhe to gulshan pe chhayi ghata
dekha jo tumhe to gulshan pe chhayi ghata
daman se liptane kadam me aayi gahta
bahaki samma tumhari anchal ko tham ke
ab ke bahar aayi hai tumhare naam se
ab ke bahar aayi hai tumhare naam se
rangi chehare se ab nazare kaise hate
rangi chehare se ab nazare kaise hate
tumne sarka di jo mukh se kali late
subha bahar nikali julafo ki shyam se
ab ke bahar aayi hai tumhare naam se
ab ke bahar aayi hai tumhare naam se
masti fiz me hai inhi labo ke jaam se
ab ke bahar aayi hai tumhare naam se