Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ab Jine Ka Mausam Aaya
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal | ||||
Dillagi (1966) | Majrooh Sultanpuri | Romantic Songs | |||||
ab jine ka mausam aaya
ke hum nikle the do kadam
itne me ae sanam tum ho mile
ab jine ka mausam aaya
ke hum nikle the do kadam
itne me ae sanam tum ho mile
ab jine ka mausam aaya
rukh pe mere jo thi gard-e-gum dhul gayi
rukh pe mere jo thi gard-e-gum dhul gayi
julfe jana teri har shikan khul gayi
nahi ye tan mera tumhari baho me
bahare balkhati chali hai raho me
nahi ye tan mera tumhari baho me
bahare balkhati chali hai raho me
ab jine ka mausam aaya
ke hum nikle the do kadam
itne me ae sanam tum ho mile
ab jine ka mausam aaya
tum sada sath ho yu mere pyar ke
tum sada sath ho yu mere pyar ke
jaise rahta hai til mere ruksaar ke
nashili aankho se sada se pite hai
tumhi pe marte hai tumhi pe jite hai
nashili aankho se sada se pite hai
tumhi pe marte hai tumhi pe jite hai
jite hai
ab jine ka mausam aaya
ke hum nikle the do kadam
itne me ae sanam tum ho mile
ab jine ka mausam aaya
tisra kyu rahe hum pe saya kiye
tisra kyu rahe hum pe saya kiye
kah do suraj se dube khuda ke liye
abhi to din aaya khuda khuda karke
abhi kaha dekha kisi ko ji bhar ke
abhi to din aaya khuda khuda karke
abhi kaha dekha kisi ko ji bhar ke
ji bhar ke, ab jine ka
ab jine ka mausam aaya
ke hum nikle the do kadam
itne me ae sanam tum ho mile
ab jine ka mausam aaya
ke hum nikle the do kadam
itne me ae sanam tum ho mile
ab jine ka mausam aaya