Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ab Jani Re Pahchani Re
|
Geeta Dutt | Hanuman Prasad, K C Verma | ||||
Bhakta Prahlad (1946) | Rammurti Chaturvedi, Saraswati Kumar Deepak,, Bhagwati Prasad Bajpai,, Pandit Veer,, Bekal, | ||||||
ab jani re pahchani re manaa
hari ki mahima jani re
prbhu ki mahima jani re
aashao ki kyari pyari bari bari hari hui
umango ke phul se hai daliya ye bhari hui
aao khushiya manaye man mani re
han man mani re
ab jani re pahchani re manaa
hari ki mahima jani re
prbhu ki mahima jani re
pyar me prbhu ke sara jag matwala ho
jag matwala ho
jyoti se har ghar ghar me han dekho ujala hua
kaisi ghadiya suhani suhani re han suhani re
ab jani re pahchani re manaa
hari ki mahima jani re
prbhu ki mahima jani re
holi ke dewata ki bhent ko le jaungi main
hatho ki dono piha prem se chadhaungi main
prem se chadhaungi main
gun gaungi hokar diwani re han diwani re
ab jani re pahchani re manaa
hari ki mahima jani re
prbhu ki mahima jani re
girgit ke baccho ko jinda
aave se nikal liya
aave se nikal liya
aave se nikal liya
girgit ke baccho ko jinda
aave se nikal liya
aave se nikal liya
aave se nikal liya
jwala ko banaya shital
bhakt ko sambhal liya
bhakt ko sambhal liya
bhakt ko sambhal liya
jwala ko banaya shital
bhakt ko sambhal liya
bhakt ko sambhal liya
bhakt ko sambhal liya
hui bhakt ki amar kahani re
hui bhakt ki amar kahani re han kahani re
ab jani re pahchani re manaa
hari ki mahima jani re
prbhu ki mahima jani re
ab jani re