The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Ab Agar Hamse Khudai Bhi Khafa Ho Jaye
0
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi Madan Mohan Rishi Kapoor, Ranjeeta
Laila Majnu (1976) Sahir Ludhianvi Romantic Songs
Lyrics of Ab Agar Hamse Khudai Bhi Khafa Ho Jaye - अब अगर हमसे ख़ुदाई भी खफ़ा हो जाये

abb agar hamse khudai bhi khafa ho jaye
abb agar hamse khudai bhi khafa ho jaye
gair-mumkin hai ki dil dil se juda ho jaye
gair-mumkin hai ki dil dil se juda ho jaye
jism mit jaye
jism mit jaye ki abb jaan fana ho jaye
jism mit jaye ki abb jaan fana ho jaye
gair-mumkin hai
gair-mumkin hai ki dil dil se juda ho jaye
abb agar hamse khudai bhi khafa ho jaye
abb agar hamse

jis ghadi mujhko pukarengi tumhari baahe
jis ghadi mujhko pukarengi tumhari baahe
rok payengi na sahra ki sulagati rahe
rok payengi na sahra ki sulagati rahe
chahe har sans jhulasne ki saja ho jaye
chahe har sans jhulasne ki saja ho jaye
gair-mumkin hai ki dil dil se juda ho jaye
abb agar hamse
abb agar hamse khudai bhi khafa ho jaye
abb agar hamse

lakh janjiro me jakde yeh jamane vale
lakh janjiro me jakde yeh jamane vale
tod kar band nikal aayenge aane vale
tod kar band nikal aayenge aane vale
shart itni hai ki tu jalwa-numan ho jaye
shart itni hai ki tu jalwa-numan ho jaye
gair-mumkin hai ki dil dil se juda ho jaye
gair-mumkin hai ki dil dil se juda ho jaye
abb agar hamse
abb agar hamse khudai bhi khafa ho jaye
abb agar hamse

jaljale aaye garajdaar ghataye ghere
jaljale aaye garajdaar ghataye ghere
khandke raah me ho tej havaye ghere
khandke raah me ho tej havaye ghere
chahe duniya me kayamat hi bapa ho jaye