Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aayiye Nazar To Milaaye
|
Vijaya Majumdar, Sunanda | Somdev Kashyap | ||||
Cobra (1980) | Madan Pal | ||||||
aayiye nighaein to milaaye
naa jane kab milege phir
kisi ke ho jaiye
aayiye nighaein to milaaye
naa jane kab milege phir
kisi ke ho jaiye
jaam nazer ka jisne piya
uski sharabe jhuti hai
pyar ki rashme jabhi nibhi hai
duniya ki rashme tuti hai
baate wafa ki khushboo nahi to
phir sab baate jhuti hai
aayiye nighaein to milaaye
naa jane kab milege phir
kisi ke ho jaiye
prem nagar ki lambi dagr hai
umr ka chota mausam hai
par is choti umr me jana
preet ki sari sargam hai
ek dagr ke mast musafir
sath chale to kya gham hai
aayiye nighaein to milaaye
naa jane kab milege phir
kisi ke ho jaiye