Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aayi Re Khilone Wali Aayi Naino Me Kajal Daal Ke
|
Lata Mangeshkar | Naushad | ||||
Tangewala (1972) | Majrooh Sultanpuri | Masti Bhare Geet | |||||
aayi re khilone wali aayi naino me kajal dal ke
aayi naino me kajal dal ke haye
daam bhi le or dil bhi lele par kariyo baat sambhal ke
aayi naino me kajal dal ke haye
aaj is gali kal us gali gati chali
gali gali hai diwane mere nam ke
are haye rabba haye rabba haye rabba
gali gali hai diwane mere nam ke
koi roke na kalayi meri tham ke
daiya daiya re khilone ke bahane se
chabila koi mol karta meri chal ke
naino me kajal daal ke aayi re khilone wali aayi
naino me kajal daal ke aayi naino me kajal dal ke haye
aaj is gali kal us gali gati chali
khel bacho ke suhane bhi salone bhi
are jhingalala jhingalala jhingalala
khel bacho ke suhane bhi salone bhi
leke aayi hu jawani ke khilone bhi
lele sajni bareli wala jhumka
khelega ye balam ke sang tere gal se
aayi naino me kajal daal ke haye
daam bhi le or dil bhi lele par kariyo baat sambhal ke
aayi naino me kajal daal ke haye
aaj is gali kal us gali gati chali
meri gadi tak tak tum bolo re are tik tik tak tak
meri gadi tak tak tum bolo re
ek tara sun sun jiya dole re
ho pyari pyari ye thumakti si gudiya hai
rakh degi kitno ke dil ko uchhal ke
aayi naino me kajal dal ke haye
aayi re khilone wali aayi naino me kajal dal ke
aayi naino me kajal daal ke haye
daam bhi le or dil bhi lele par kariyo baat sambhal ke
aayi naino me kajal daal ke haye