Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aayi Diwali Aayi Kaise Ujale Lai
|
Asha Bhosle | Madan Mohan | ||||
Khazanchi (1958) | Rajinder Krishan | Diwali Songs | |||||
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
aayee diwaali aayee kaise ujaale laayee
ghar ghar khushiyon ke deep jale ghar ghar khushiyon ke deep jale
aayee diwaali aayee kaise ujaale laayee
ghar ghar khushiyon ke deep jale ghar ghar khushiyon ke deep jale
suraj ko sharmaaye ye charaagon ki qataarein
charaago ki qataarein ye charaagon ki qataarein
roz roz kab aati hain ujaale ki ye bahaarein
ujaale ki bahaarein ye ujaale ki bahaarein
aari sakhi aari sakhi aaj raat sakhi baalam se
dil jeete ya dil haare aayee diwaali aayee kaise ujaale laayee
ghar ghar khushiyon ke deep jale ghar ghar khushiyon ke deep jale
aayee diwaali aayee kaise ujaale laayee
ghar ghar khushiyon ke deep jale ghar ghar khushiyon ke deep jale
reh rehke phooti phuljhadiyaan laage mele rangon ke
laage mele rangon ke jee laage mele rangon ke
kadam kadam pe teer chalein hain jaage bhaag patangon ke
haan jaage bhaag patangon ke haan jaage bhaag patangon ke
aari sakhi aari sakhi aaj raat ko khulke kheilein
hum bhi khel umangon ke aayee diwaali aayee kaise ujaale laayee
ghar ghar khushiyon ke deep jale ghar ghar khushiyon ke deep jale
aayee diwaali aayee kaise ujaale laayee
ghar ghar khushiyon ke deep jale ghar ghar khushiyon ke deep jale
aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aa aa aa