Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aaye The Huzoor Bade Tan Ke (Male)
|
Mohammed Rafi | Chitragupt | Dharmendra | |||
Main Bhi Ladki Hun (1964) | Anand Bakshi | ||||||
aaye the huzur bade tan ke
julfe sanware banthan ke
najre jhukaye ab chale kahan banke
hamar jaani
aaye the huzur bade tan ke
julfe sanware banthan ke
najre jhukaye ab chale kahan banke
hamar jaani
aankh se chhalke pyar magar
mukhde par gussa khele
aankh se chhalke pyar magar
mukhde par gussa khele
aata jata hawa ka jhoka
agar balaye lele to kya hoga
aaye the huzur bade tan ke
julfe sanware banthan ke
najre jhukaye ab chale kahan banke
hamar jaani
buri hasino ki ye aadat
pahle pahal tadpaye
haye buri hasino ki ye aadat
pahle pahal tadpaye
aur fir ek din dil leke khud
daude daude aaye sar aankho par
aaye the huzur bade tan ke
julfe sanware banthan ke
najre jhukaye ab chale kahan banke
hamar jaani
aaye the huzur bade tan ke
julfe sanware banthan ke
najre jhukaye ab chale kahan banke
hamar jaani