Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
![]() |
Aaye Hain Dur Se, Milane Hazur Se
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | O P Nayyar | Shammi Kapoor, Ameeta | |||
Tumsa Nahin Dekha (1957) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
aaye hai dur se milne hazur se aise bhi chup na rahiye
kahiye ji kuchh to kahiye din hai ke raat hai
tumse mehamaan kya, mujhpe ehsaan kya
laakho hi zulfo vaale aati hai ghera daale meri kya baat hai

uth ke to dekhiye kaisi fiza hai
sharmaana chhod iye ye kya ada hai
uth ke to dekhiye kaisi fiza hai
sharmaana chhod iye ye kya ada hai
tauba ye kya farmaaya, mai to yu hi sharmaaya
tauba ye kya farmaaya, mai to yu hi sharmaaya meri kya baat hai
aaye hai dur se milne hazur se aise bhi chup na rahiye
kahiye ji kuchh to kahiye din hai ke raat hai
tumse mehamaan kya, mujhpe ehsaan kya
laakho hi zulfo vaale aati hai ghera daale meri kya baat hai
dikhati hai roz hi aisi fizaaye
mukhade ke saamane kaali ghataaye
dikhati hai roz hi aisi fizaaye
mukhade ke saamane kaali ghataaye
koi chal jaaye jaadu phir ham puchhege baabu
koi chal jaaye jaadu phir ham puchhege baabu din hai ke raat hai