Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aayaa Re
|
Nakash Aziz | Rohan Rohan | ||||
Thackeray (2019) | Sunil Jogi | ||||||
hai aaye aaya aayi dekho
aaya maseeha sab ke dil pe chhaya hai
dharti ambar sara samundar
dikhta uska saya hai aaya aayi dekho
aaya maseeha sab ka dil pe chhaya hai
dharti ambar sara samundar dikhta uska saya hai
fankar hai wo damdar hai wo
are chhukar na dekho aangar hai wo
kehta hai har koyi sare zamane pe dhaak ae
aaya re aaya re aaya re sab ka baap re
are kehte hai kehte hai kehte hai usko dhaak aye
kehte hai usko dhaak aye
ho dar par jo uske aaye sawalli
khali kabhi wo nahi jata aah
jo bhi kehta hai kar ke dikhata
vada wo har dam nibhata
hai aye hatho mein kanthi mala hai uske
andaz uska nirala surat nahi dekhe dekhe jarurat
sab ka hai wo rakhvala dildar hai
wo are lalkar hai wo sab ka dilo ka sardar hai wo
kehta hai har koyi karne nahi dega wo pap re ae
aaya re aaya re aaya re sab ka baap re
are kehte hai kehte hai kehte hai usko dhaak aye
hai hai sab ke hontho pe uski kahani
duniya hai uski diwani chhote se qad mein
himmat hai itni jitna samundar mein pani
taqat ka shauhrat ka wo khazana
chata hai peeche zamana
uski nazar se bachta nahi koyi
aisa hai uska nishana
khuddar hai wo sarkaar hai wo
tutte dilo ki patwaar hai wo
mit nahi sakegi aisi hai uski chhap re ae
aaya re aaya re aaya re sab ka baap re
are kehte hai kehte hai
kehte hai usko dhaak aye
kehte hai usko dhaak aye