The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Aataa Aayig Kaye Ye Mard Bade Bade Bedardi Hai
0
Usha Mangeshkar, Kishore Kumar Shankar Jaikishan
Aaj Ki Taaza Khabar (1974) Hasrat Jaipuri
Lyrics of Aataa Aayig Kaye Ye Mard Bade Bade Bedardi Hai - आता आईग कए ये मर्द बड़े बड़े बेदर्दी हैं

ye mard bade bedardi hai
ye mard bade bedardi hai
jo ji me aaye karte hai
darte hi nahi dil fek hai ye
har ladki par ye marte hai

ilzaam na do hum mardo ko
ilzaam na do hum mardo ko
jab samne jalwe aate hai
phir najar najar ke chalte hai
dil chhalni hote jate hai
ilzaam na do hum mardo ko
ho ho ho haye

aadat se bade majbur hai ye
murgila ishara karte hai
chupke se bajate hai siti
aur pichhe pichhe chalte hai
are are par mi kaay karu
hum kaise ruke jab koi hasi
hans hans ke bulaye raaho me
hum kaise use thukraye bhala
aa jaye koi jo baaho me
are are sharam na aat kya

to tum bhi suno har fashion me
kal hum bhi sadak par ghumenge
gujregi tumhare dil par kya
ye baat unhi se puchhenge
ae ae kaay bol tis
dekhega agar koi tumko
hum uski aankhe fodenge
itna hi samajh lo baayiko ji
jinda na usko chhodenge

ab kaisi dil pe aag lagi
jab saccha saccha bol diya
tum mardo ki kartuto ka
sab maine parda khol diya
p p p parda are kaisa parda
aurat ke liye parda hai bana
mardo ke liye aazadi hai
jab gair ko dekhe ye biwi
kis baat ki phir ye shadi hai

shadi ka matlab ye to nahi
tum mere hote dekho kahin
aazadi agar hai mardo ko
aurat bhi kisi se kam to nahi
ye jurm agar tumne jo kiya
kal maiyke hi bhijwa dunga
phir tera mera sath nahi
akhbar me ye likhwa dunga
aaj ki taza khabar
aaj ki taza khabar
aaj ki, aaj ki, aaj ki
aaj ki taza khabar

to aaj se vada kar lo tum
pichhe na kisi ke jaoge
tum khao humare sar ki kasam
ke sidhe ghar par aaoge
ha ye huyi na baat
khata hu tumhare sar ki kasam
hargij na kisi ko dekhunga
agar koi hasina aa bhi gayi
main band ye aankhe kar lunga
main band ye aankhe kar lunga
kar lunga, kar lunga
o band kar lunga
o band kar lunga
o band, o band
o aankhe, o aankhe
o band, o band
o aankhe band kar lunga