Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aashiq Hu Apne Pyar Ke Johar Dikhaunga
|
Mohammed Rafi | Ravi | ||||
Kaun Apna Kaun Paraya (1963) | Shakeel Badayuni | Masti Bhare Geet | |||||
aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga
aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga
najre milake dil me tere ghar banaunga
najre milake dil me tere ghar banaunga
aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga
dil ki jami pe dalke diwar pyar ki
diwar ek uthaunga sabro karar ki
dil ki jami pe dalke diwar pyar ki
diwar ek uthaunga sabro karar ki
fir usme intzar ki khidki lagaunga
fir usme intzar ki khidki lagaunga
najre milake dil me tere ghar banaunga
aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga
ulfat ki shandar imarat ke waste
launga aasman ke tare bhi todke
ulfat ki shandar imarat ke waste
launga aasman ke tare bhi todke
makhmal apne pyar ke johar dikhaunga
naksha bada azib hai dil ke makan ka
mushkil se isme hoga gujar mehman ka
naksha bada azib hai dil ke makan ka
mushkil se isme hoga gujar mehman ka
or mera kya hai mai to kahi baith jaunga
or mera kya hai mai to kahi baith jaunga
najre milake dil me tere ghar banaunga
aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga
aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga