Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aasamaan Kahataa Hai Rab Se, Vahi To Hai Meri
|
Sonu Nigam | Sandeep Chowta | Urmila Matondkar, Aftab Shivdasani | |||
Mast (1999) | Nitin Raikwar | Romantic Songs, Moon Songs | |||||
aasman kahta hai rab se
tune chand do kyun banaye
aasman kahta hai rab se
tune chand do kyun banaye
ek me rakha hai daag dusra hai saaf saaf
sabki najar uspe jaye haye
wahi to hai meri hai wahi to
ke jisko dekh dekh dekh chand jalta hai
wahi to hai meri hai wahi to
ke jisko dekh dekh dekh chand jalta hai
rab ne kaha ae aasma use bhej ke jami pe
hum bhi pachhtaye haye
wahi to hai meri hai wahi to
ke jisko dekh dekh dekh chand jalta hai
wahi to hai meri hai wahi to
ke jisko dekh dekh dekh chand jalta hai
usko dekh phulo ko hoti hai jalan
kyun ki uski khushbu me hai sabhi magan
wo gujare dur se hawa ke shor se
uske aane ka pata chale yaha sabhi ye jane
aasman kahta hai rab se
tune chand do kyun banaye
aasman kahta hai rab se
tune chand do kyun banaye
saat rang duniya me hote hai magar
aathwa kahan hai kise hai kya khabar
jo usko dekh le vo pal me jaan le
rang kyun kare hai koshishe rang ik banane
aasman kahta hai rab se
tune chand do kyun banaye
aasman kahta hai rab se
tune chand do kyun banaye
ek me rakha hai daag dusra hai saaf saaf
sabki najar uspe jaye haye
wahi to hai meri hai wahi to
ke jisko dekh dekh dekh chand jalta hai
wahi to hai meri hai wahi to
ke jisko dekh dekh dekh chand jalta hai
rab ne kaha ae aasma use bhej ke jami pe
hum bhi pachhtaye haye
wahi to hai meri hai wahi to
ke jisko dekh dekh dekh chand jalta hai
wahi to hai meri hai wahi to
ke jisko dekh dekh dekh chand jalta hai