Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aara Ra Ri Dekho
|
Asha Bhosle, Shamshad Begum | Aziz Hindi | ||||
Danka (1954) | Jan Nisar Akhtar | ||||||
aara ra a ra ra dekho dekho ji dekho
ji kaho kaha chali ithlati
lapak jhapak kar kadam uthati
lahrati balkhati
ho dhire dhire chal gori tera pair fisal na jaye
ho dhire dhire chal gori hay
phir milane ki jawani aa gai re sawariya
phir milane ki jawani aa gai re sawariya
tum shmma hum parvane aa gaye re sajniya
tum shmma hum parvane aa gaye re sajniya
kahate bane na chup rahate bane na jiya dono tarah ghabraye
kahate bane na chup rahate bane na jiya dono tarah ghabraye
bina mile mohe chain na aaye milu to jiya sharmaye
bina mile mohe chain na aaye milu to jiya sharmaye
hum karke do bahane aa gaye re sawariya
tum shmma hum parvane aa gaye re sajniya
dekh rahe
dekh rahe hum raah tumhari der se bandhe aas re
ho bujhe na gori ek najar mein hmare dil ki pyas
ho gori hamre dil ki pyas
hum dil se dil milane aa gaye re sawariya
tum shmma hum parvane aa gaye re sajniya
aaj gale se lag ja gori kahe jiya tarsaye
aaj gale se lag ja gori kahe jiya tarsaye
chhodo hamri najuk baiya bade kahi ke aaye
aji chhodo hamri najuk baiya bade kahi ke aaye
tum hamko kyun satane aa gaye re sawariya
tum shmma hum parvane aa gaye re sajniya
phir milane ki jawani aa gai re sawariya