Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aapne Farz Nibhaya Hai
|
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | R D Burman | Rajesh Khanna, Parveen Babi | |||
Chalta Purza (1977) | Anand Bakshi | Masti Bhare Geet | |||||
aapne farz nibhaya hai aapne farz nibhaya hai
manjil tak to pahuchaya hai
apki badi nawazish hai lekin ek gujarish hai
band lifafe me jese band lifafe me jese
paigam likha hota hai
band lifafe me jese paigam likha hota hai
dil ke kore kagaj pe dil ke kore kagaj pe
ek nam likha hota hai
band lifafe me jese paigam likha hota hai
ulfat kabhi badlati hai dil se kabhi nikalti hai
aksar ham diwano ka chahat ke afsano ka
kahte hai pahle se hi anjam likha hota hai
dil ke kore kagaj pe ek nam likha hota hai
dunia khub samjhti hai unki jodi banti hai
jis ladke ke chehre par jis ladki ke chehre par
radha likha radha likha hota hai
or sham likha hota hai
dil ke kore kagaj pe ek nam likha hota hai
dilbar ab bhi rote hai muft me jo bhi hote hai
phir kyu phul baharo me bikte hai bajaro me
dil wo chiz nahi jis par dam likha hota hai
dil ke kore kagaj pe ek nam likha hota hai