Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aapko Maine Nigaho Me Basa Rakha Hai
|
Anuradha Paudwal, Sonu Nigam | |||||
Afsana (1997) | Ghazals | ||||||
aapko maine nigaho me
basa rakha hai
aapko maine nigaho me
basa rakha hai
aapko maine nigaho me
basa rakha hai
aaina chodiye aaine
me kya rakha hai
aapko maine nigaho me
basa rakha hai
dil ko mere vaste samjhaiye
aur isko raah pe le aaiye
zindagi ke sare ghum mit jayenge
aap meri zindagi ban jaiye
jiske saye me hasi
vade kiye the tumne
jiske saye me hasi
vade kiye the tumne
maine us pedh ki shakha
ko hara rakha hai
maine us pedh ki shakha
ko hara rakha hai
aapko maine nigaho me
basa rakha hai
sochta rahta hu
irsal karu ya na karu
sochta rahta hu
irsal karu ya na karu
ek khat kab se tere
naam likha rakha hai
ek khat kab se tere
naam likha rakha hai
aapko maine nigaho me
basa rakha hai
ishq ki chingariyo ko
fir hawa dene lage
samne mere wo dushman ko
duaa dene lage
mujhse kahte the wo aksar
jaiye mar jaiye
maut jab aayi to jine ki
duaa dene lage
jinda rahne ko use meri
jarurat hai bahut
jinda rahne ko use meri
jarurat hai bahut
soch ker usne mera naam
hawa rakha hai
soch ker usne mera naam
hawa rakha hai
aapko maine nigaho me
basa rakha hai
jaane kab laut ke aa jaye
bichadane wala
jaane kab laut ke aa jaye
bichadane wal
bas issi aas me darwaja
khula rakha hai
bas issi aas me darwaja
khula rakha hai
aapko maine nigaho me
basa rakha hai
aaina chodiye aaine me
kya rakha hai
aapko maine nigaho me
basa rakha hai
aapko maine nigaho me
basa rakha hai