Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aapka Aashiq Hu Main
|
Suresh Wadkar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Teri Maang Sitaron Se Bhar Doon (1982) | Anand Bakshi | ||||||
aapka aashiq hu mai mujhse na yu sharmaiye

mere layak agar koi khidmat ho to farmaiye

aaj sayad ap kuch masruf hai to thik hai

aapke ghar se mera ghar kis kadar najdik hai
jab kabhi fursat mile aa jaiye mil jaaiye
mere layak agar koi khidmat ho to farmaaiye

aapke kadmo ke niche aa na jaye dil mera

aap ko kahane lagega har koi katil mera
dekh kar rasta jara chaliye na itraiye
mere layak agar koi khidmat ho to farmaaiye
mere layak agar koi khidmat ho to farmaaiye
phul se bhi naram najuk aap ka rang rup hai
aapki kabil nahi mausam gajab ki dhup hai
chal pade thandi hawa aanchal jara laharaiye