Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aap Se Pyar Hua Aap Khafa Ho Bhaithe (Rafi Version)
|
Mohammed Rafi | Sonik Omi | Deepak Kumar, Vimi | |||
Aabroo (1968) | G L Rawal | Roothna Manaana | |||||
aap se pyar hua aap khafa ho baithe
mil ke baithe bhi na the
or juda haye juda ho baithe
aap se pyar hua aap khafa ho baithe
mil ke baithe bhi na the
or juda haye juda ho baithe
aap se pyar hua
sans leti hai to kya
kahar bhi lekar chalti hai
sans leti hai to kya
kahar bhi lekar chalti hai
dil ye kahti hai
koi dil ki say chalti hai
koi dil ki say chalti hai
surkh sholo ki tarah
surkh sholo ki tarah
aap ye kya ho baithe
mil ke baithe bhi na the
or juda haye juda ho baithe
aap se pyar hua
josh tere husn ka tufan najar aata hai
josh tere husn ka tufan najar aata hai
ishk ki maut ka saman najar aata hai
saman najar aata hai
aur kashti se kinare
aur kashti se kinare
bhi khafa ho jate
mil ke baithe bhi na the
or juda haye juda ho baithe
aap se pyar hua
har najar teer sahi
dekhiye ek bar hame
har najar teer sahi
dekhiye ek bar hame
marna takdir sahi maut se hai pyar hame
ab maut se hai pyar hame
khichiye yu na kaman
khichiye yu na kaman
teer khata ho baithe
mil ke baithe bhi na the
or juda haye juda ho baithe
aap se pyar hua aap khafa ho baithe
mil ke baithe bhi na the
or juda haye juda ho baithe
aap se pyar hua