Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aap Ki Khatir (Unplugged)
|
Himesh Reshammiya, Akshaye Khanna | Himesh Reshammiya | Priyanka Chopra, Akshaye Khanna | |||
Aap Ki Khatir (2006) | Sameer | Remix Songs | |||||
dard ke tufan dil me uthte hai
lamhe sadiyo ki tarah katte hai
hum mitane chahe jo kabhi
aapke naksh kaha mitte hai
hamesha tanhaiyo ki majhlish me
aapka hamne intzar kiya
aap ki khatir kambakt dil ne
dard me simti hui gahraiyo
se bhi pyar kiya
aap ki khatir mere dil ka jaha hai hazir
aap ki khatir mere dil ka jaha hai hazir
apne sare arma
apne sare arma
kar du mai jahir
kar du mai jahir
aapki khatir mere dil ka jaha hai hazir
apne sare arma kar du mai jahir
kar du mai jahir
ishk bhi kya chiz hai
isme hosh rahta nahi
ye to hai silsila chaino sukun ka
dil ke junu ka aafri
ishk bhi kya chiz hai
isme hosh rahta nahi
ye to hai silsila chaino sukun ka
dil ke junu ka aafri
aapki bato se mulakato se
khyalo se hua mai hua bada hi mutasir
aap ki khatir mere dil ka jaha hai hazir
apne sare arma kar du mai jahir
kar du mai jahir
aapki khatir
aapki khatir
kabhi kabhi to hoti hai
yaha mukamme aashiki
kayi karwate legi ye jindagi
badle na najar aapki
kabhi kabhi to hoti hai
yaha mukamme aashiki
kayi karwate legi ye jindagi
badle na najar aapki
aap ko batau kaise
yara samjhau kaise
sath aisa milega na fir
aap ki khatir mere dil ka jaha hai hazir
apne sare arma kar du mai jahir
kar du mai jahir
aap ki khatir mere dil ka jaha hai hazir
apne sare arma kar du mai jahir
kar du mai jahir