Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aap Ki Khatir
|
Lata Mangeshkar | Bappi Lahiri | ||||
Aap Ki Khatir (1977) | Shaily Shailendra | ||||||
tera chehra kamal samjhta hun
chandni badal samjhta hun
teri aakhe nahi do misre hai
teri aakhe gajal samjhta hun
tera chehra subha ka suraj hai
tujh se milne ki aash rehti hai
tere jalwe kahi bhi rosan ho
rosni dil ke pass rehti hai
kya kya na sahe hamne sitam aap ki khatir
kya kya na sahe hamne sitam aap ki khatir
ye jaan bhi jayegi sanam aap ki khatir
ye jaan bhi jayegi sanam aap ki khatir
tadpe hai sada apni kasam aap ki khatir
tadpe hai sada apni kasam aap ki khatir
niklega kisi roj ye dam aap ki khatir
niklega kisi roj ye dam aap ki khatir
ek aap jo mil jayen to mil jaye khudayi
ek aap jo mil jayen to mil jaye khudayi
manjur hai ye duniya ke aalam aap ki khatir
manjur hai ye duniya ke aalam aap ki khatir
tadpe hai sada apni kasam aap ki khatir
niklega kisi roj ye dam aap ki khatir
ham aap ki taswiir nighaho mai chupakar
ham aap ki taswiir nighaho mai chupakar
jaga ki akasr sabegam aap ki khatir
jaga ki akasr sabegam aap ki khatir
kya kya na sahe hamne sitam aap ki khatir
ye jaan bhi jayegi sanam aap ki khatir
logo ne hame aapka diwana bataya
logo ne hame aapka diwana bataya
aise bhi huye ham pe karam aap ki khatir
aise bhi huye ham pe karam aap ki khatir
tadpe hai sada apni kasam aap ki khatir
niklega kisi roj ye dam aap ki khatir
ham rahe wafa se kabhi piche na hatege
ham rahe wafa se kabhi piche na hatege
sun lijiye mit jayege ham aap ki khatir
sun lijiye mit jayege ham aap ki khatir
kya kya na sahe hamne sitam aap ki khatir
ye jaan bhi jayegi sanam aap ki khatir
tadpe hai sada apni kasam aap ki khatir
niklega kisi roj ye dam aap ki khatir
ye jaan bhi jayegi sanam aap ki khatir
niklega kisi roj ye dam aap ki khatir