Lyrics of Aap Farmaiye Kia Kharidenge, Kesuo Ki Ghata - आप फरमाईये क्या खरीदेंगे, केसुओ की घटा
hontho ke phul koi, koi dil ke daag beche
har koi yaha apne khwabo ke baag beche
koi shakl bechta hai koi akl ka sarmaya
har koi zindagi ko bazar me le aaya
ada hi ada kharidenge ya dil ki wafa kharidenge
aap farmayiye kya kharidenge
aap farmayiye kya kharidenge
aap farmayiye kya kharidenge
kesuo ki ghata khridenge, payalo ki sada kharidenge
aap farmayiye kya kharidenge
aap farmayiye kya kharidenge
aap farmayiye kya kharidenge
lab ki lali hai kya mahki pyali hai kya
hum to khune jigar bhi pila denge
gar ishara kare sab gawara kare
jaa hai kya hum to ima
jaa hai kya hum to ima luta denge
aap aap farmayiye kya kharidenge
aap farmayiye kya kharidenge
aap farmayiye kya kharidenge
do ghadi ka bhi hai, zindagi ka bhi hai
aapko kaunsa pyar darkar hai
faisla ki jiye chiz chun li jiye
sharm kaisi ke duniya
sharm kaisi ke duniya hi bazar hai
aap aap farmayiye kya kharidenge
aap farmayiye kya kharidenge
aap farmayiye kya kharidenge
bujhte bujhte se din ris jate hai khin
chehre par hai chamkate savere yaha
aisi tanhayiya jaise shehnaaiya
hai ujalo se mahenge
hai ujalo se mahenge andhere yaha
aap aap farmayiye kya kharidenge
aap farmayiye kya kharidenge
aap farmayiye kya kharidenge
ada hi ada kharidenge ya dil ki wafa kharidenge
aap farmayiye kya kharidenge
aap farmayiye kya kharidenge
aap farmayiye kya kharidenge