Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aao Aao Kahani Suno
|
P. G. Krishnaveni, Geeta Dutt | |||||
Mr. Sampat (1952) | Pandit Indra | ||||||
aao aao kahani suno
bepane besate dal ki
aao aao kahani suno
bepane besate dal ki
ye kahani anokhi nirali
hai ye ghar ghar ki bat ji
aao aao kahani suno
bepane besate dal ki
lakho se mehnat kara ke akela
khata hai trepan ke sal me
lakho se mehnat kara ke akela
khata hai trepan ke sal me
mehnat karenge batenge khayenge
hilmil ke tresath ke sal me
mehnat karenge batenge khayenge
hilmil ke trestah ke sal me
aao aao kahani suno
bepane besate dal ki
mehma ko dikha ke band darwaje
karte hai trepan ke sal me
mehma ko dikha ke band darwaje
karte hai trepan ke sal me
sawagat karenge bade prem aadar se
mehma ka tresath ke sal me
sawagat karenge bade prem aadar se
mehma ka tresath ke sal me
aao aao kahani suno
bepane besate dal ki
roti ke tukde ko rote tarste hai
wo taz trepan ke sal me
roti ke tukde ko rote tarste hai
wo taz trepan ke sal me
nadiya bahengi dudh dahi ghi ki
aagan me tresath ke sal me
nadiya bahengi dudh dahi ghi ki
aagan me tresath ke sal me
aao aao kahani suno
bepane besate dal ki
billi ki myau
billi ki myau se bache humare
darte hai trepan ke sal me
shero se panja
shero se panja ladayenge balak
bharat ke tresath ke sal me
aao aao kahani suno
bepane besate dal ki
kitne hi kapti kalankit dagabaz
bande hai trepan ke sal me
kitne hi kapti kalankit daga baz
bande hai trepan ke sal me
ghar ghar me gandhi ghar ghar jawahar
chamkege tresath ke sal me
ghar ghar me gandhi ghar ghar jawahar
chamkege tresath ke sal me
aao aao kahani suno
bepane besate dal ki
ye kahani anokhi nirali
hai ye ghar ghar ki bat ji
aao aao kahani suno
bepane besate dal ki