| Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
|---|---|---|---|---|---|---|---|
                                                         
                                                            
                                                         
                                                            
                                                         | 
                                                    
                                                        Aankhon Aankhon Me Pila Di Mere Saqi Ne                                                        
  | 
                                                    Waheedan Bai | Gyan Dutt | ||||
| Thokar (1939) | Pyarelal Santoshi | ||||||
| Scale -NA- | Raag -NA- | Taal -NA- | 
aankho aankho me pila di mere saqi ne mujhe 
ab na shishe ki jarurat hai na paimane ki 
kali kali kali ghata chhai hai 
har ghata chhai hai 
julfe saqi saqi mujhe yad aai hai 
ha ha mujhe yad aai hai 
gudguda deti hai khyal 
deti hai dil ko jalim hai 
deti hai dil ko 
shokh kitne kitani teri angadai hai 
han teri angadai hai 
han teri angadai
hum hai bimar bimar ae mohabbat 
jab se na masiha hua 
masiha na masihai hai 
masiha na masihai hai 
masiha na masihai hai 
kali ghata chhai hai