Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aankho Se Aankh Mili Dil Se Dil Takrane Do
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | O P Nayyar | ||||
Mitti Mein Sona (1960) | Raja Mehdi Ali Khan | Romantic Songs | |||||
aankho se aankh mili dil se dil takrane do
na baba maf karo der huyi ghar jane do
aankho se aankh mili dil se dil takrane do
na baba maf karo der huyi ghar jane do
kyu itna ghabrati ho hum jaise diwano se
sama hu lekin darti hu tum jaise parwano se
parwane ko zalim pass to apne aane do
na baba maf karo der huyi ghar jane do
aankho se aankh mili dil se dil takrane do
na baba maf karo der huyi ghar jane do
kya is dil ki halat hai tujhko kuch malum nahi
tujhko khub samjhti hu mai itni masum nahi
sharmili aankho ko dil par teer chalane do
na baba maf karo der huyi ghar jane do
aankho se aankh mili dil se dil takrane do
aye na baba maf karo der huyi ghar jane do
college ki har ladki se jikar tumhara karta hu
sabse yahi kahte ho ki madam tumpe marta hu
arey ulfat me jo kuch ho meri kasam ho jane do
arey na baba maf karo der huyi ghar jane do