Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aankho Me Tooti Hui Neend Hai
|
Bhupinder Singh | Hridaynath Mangeshkar | ||||
Chakra (1980) | Madhosh Bilgrami | ||||||
ubi aankho me tuti hui nind hai
rang alag sa alag si hai jiwan ki lay
ubi aankho me tuti hui nind hai
rang alag sa alag si hai jiwan ki lay
ubi aankho me
behishi bedili bekali aur takan
behishi bedili bekali aur takan
sadate galte huye bhukhe sukhe badan
hans liye ro liye pi liye lad liye
hans liye ro liye pi liye lad liye
jinda rahan tha karte rahe sau jatan
ubi aankho me tuti hui nind hai
rang alag sa alag si hai jiwan ki lay
ubi aankho me
aag ugalti hui jalti banjar jamin
aag ugalti hui jalti banjar jamin
janm se ab talak jal rahe hai sarir
janm se ab talak jal rahe hai sarir
nark kya hai kaho kaun jane hai ye
nark kya hai kaho kaun jane hai ye
nark jaisi jagah par rahe hai sarir
ubi aankho me tuti hui nind hai
rang alag sa alag si hai jiwan ki lay
ubi aankho me
sans lena tha khun ko pasina kiya
sans lena tha khun ko pasina kiya
hath shal ho gaye paav ghiste rahe
roshani ke liye jindagi ke liye
roshani ke liye jindagi ke liye
rat din ek chakki me piste rahe
ubi aankho me tuti hui nind hai
rang alag sa alag si hai jiwan ki lay
ubi aankho me