Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aankho Me Jo Paani Hai
|
Shamshad Begum | Bulo C Rani | ||||
Bhool Bhulaiyan (1949) | B R Sharma | ||||||
taqdeer ke se sab khel hai
taqdeer humaari chal sakti nahi koi bhi tasveer humaari
ikraar se matlab hai na inkaar se matlab
tumse to kahi acchi hai tasveer tumhaari
aankhon mein jo paani hai
hai khoon ummeedo ka
ulfat ki nisaani hai nisaani hai
aankhon mein jo paani hai
hai khoon ummeedo ka
ulfat ki nisaani hai nisaani hai
hai pyar ki duniyaa ka dastoor dagaa dena
hai pyar ki duniyaa ka dastoor dagaa dena
dil tod ke auro ka aap mazaa lena
dil tod ke auro ka aap mazaa lena
aur chhan mein badal jana ye reet puraani hai
aankhon mein jo paani hai paani hai
aankhon mein jo paani hai
hai khoon ummeedo ka
ulfat ki nisaani hai nisaani hai
kyon aansu bahaata hai dil kisliye rota hai
kyon aansu bahaata hai dil kisliye rota hai
is matlabi duniyaa mein aisa hi hota hai
is matlabi duniyaa mein aisa hi hota hai
jo teri kahaani hai wo sabki kahaani hai
aankon me jo paani hai paani hai
aankhon mein jo paani hai
hai khoon ummeedo ka
ulfat ki nisaani hai nisaani hai